Sunday 10 March 2013

;(

Photo: NA SHAIR HAI NA NAZAM, BAS DIL KI BAKVAAS HAI......

unki har ada hi kamal thi...
mere liye jo uske dil me thi wo mohabbat kamal thi...

meri har waqat jo tune ki wo fikar kamal thi...
mere liye jo raat raat na soyi wo ada kamal thi...

tum mujhe chhod kar to nhi jaoge aisi baate kmal thi...
phir uske baad tumhara u achanak badal jana kamal tha...

ek baar dur jaa kar tumhara wapis na aana kamal tha...
jo har waqt jaan jaan karte the unka jaan lena kamal tha...

jise har waqt thi meri fikar uska u muh fer lena kamal tha...

bas ek meri mohabbat hi aam thi..magar unki har adda kamal thi......
 
NA SHAIR HAI NA NAZAM, BAS DIL KI BAKVAAS HAI......

0 comments: