Thursday 28 February 2013

Tujhe Apna Banana Chahta Tha...

Ager apke paas koi hai, toh usse khone na dein... Ager dhoor hai, toh usse juda hone na dein.....

Main toh bas mohobat karna chahta tha...
Usse dilon jaan se chahna chahta tha...

Jiski baahon main aa kar dil ki raftaar bad jati thi meri...
Main toh umr bhar unhi baahon main jeena chahta tha...

Jo tha sabab meri muskurahaton ka yaaron...
Main ussi kay sang har lamha bitana chahta tha...

Ki hai us’se iss qadar mohobat maine ae doston...
Uski bewaffai ka daag apne daman par lagana chahta tha...

Kal tak uske saath par likta tha, aj uski yaadein likhwati hai...
Pata nahin kya khata hogayi meri kay dhoor hogaya woh...
mai toh bas usse apne dil main basana chahta tha...

Woh aj mujhe do pal kay saath ko tarsata hai...
Mohobat ka har nagma jiske liye main gungunana chahta tha...

Uss raah se bina parchayi kay guzre jis raah par uska ghaar ata hai...
Main usse apni tanhai ka ehsaas dilana chahta tha...

Aj dil bas yehi kehta hai us’se yaaron...
Kya khata thi meri sivae iske, Kay maine tujse mohobat ki hai....

Tujhe apna banana chahta tha, Tujse mohobat karna chahta tha.......
 
Ager apke paas koi hai, toh usse khone na dein... 
Ager dhoor hai, toh usse juda hone na dein.....

;( ;( <iz>

Kagaz Pe Apne Dard Ka Byan Likhta Hu...

Photo: Kagaz pe apne dard ka byan likhta hu...
Har kalam me mai tera naam likhta hu...

Tu to duniya se dar gyi mohabbat kar ke sanam...
Ye dekh mai aaj bhi apni mohabbat ko shar-e-aam likhta hu...

Aisa ashiq kaha milega tujhe tu barbaad kar gyi...
Phir bhi tujhe parde me rakh kar mai khud ko badnam likhta hu...

Mai apne har kalam me tera naam likhta hu..... 
 
Kagaz pe apne dard ka byan likhta hu...
Har kalam me mai tera naam likhta hu...

Tu to duniya se dar gyi mohabbat kar ke sanam...
Ye dekh mai aaj bhi apni mohabbat ko shar-e-aam likhta hu...

Aisa ashiq kaha milega tujhe tu barbaad kar gyi...
Phir bhi tujhe parde me rakh kar mai khud ko badnam likhta hu...

Mai apne har kalam me tera naam likhta hu.....
 
 ;( ;( <iz>
 
Teri Mohabaat Ke Pyase Thay Hum ;(

Teri Mohabaat Ke Pyase Thay Isliye Haath Faila Diye Humne...
Warna Hum To Khud Ki Zindgi Ke Liye Bhi Kabhi Dua Nahi Karte....

Me Duaaye Aaj Bhi Us Shaqs Ko Diye Ja Raha Hu...
Yaado Me Aaj Bhi Us Shaqs Ki Jeeye Ja Raha Hu...
  
Nashe Ki Aas Me To Jaam Ko Mene Chuaa Tak Nahi...
Par Nashe Me Bhul Jau Usko Isliye Piye Ja Raha Hu...

Kahi Zahir Na Ho Jaye Ye Raaz Mere Dil -e- Dard Ka...
Is Dar Se Khud Hi Apne Hotho Ko Siye Ja Raha Hu...

Nahi Gawara Koi Pukaare Use Bewafa Kehkar Yaaro...
Isliye Ilzaam Bewafai Ka Khud Hi Liya Ja Raha Hu...

Puchta He Wajood Mera Kyu Tarafdaari Us Shaqs Ki Itni...??
Kya Karu, Mahobbat Aaj Bhi Us Shaqs Se Me Kiya Ja Raha Hu....
 
 <iz>
 
;( ;(

Koi tumse pooche kaun hoon main ;(

Koi tumse pooche kaun hoon main..
Tum keh dena koi khaas nahi..

Ek dost hai kaccha pakka sa..
Ek jhooth hai aadha saccha sa..

Jazbaat ko dhake ek pardaa bas..
Ek bahaana koi accha sa..

Jeevan ka aisa saathi hai..
Jo paas ho kar bhi paas nahi..

Koi tumse pooche kaun hoon main..
Tum keh dena koi khaas nahi..

Ek saathi jo ankahi si..
Kuch baatein keh jaata hai..

Yaadon me jiska ek dhundhla sa..
Chehra hi reh jaata hai..

Yun toh uske na hone ka..
Hai mujhko kuch gham nahi..

Par kabhi-kabhi aankho se wo..
Aansu ban ke beh jaata hai..

Yun rehta to mere zehen me hai..
Aankho ko uski talaash nahi..

Koi tumse pooche kaun hoon main..
Tum keh dena.. KOI KHAAS NAHI...

×÷•.•´¯`•» ภєђค кђคภ «•´¯`•.•÷× 
 
Koi tumse pooche kaun hoon main..
Tum keh dena koi khaas nahi..

Ek dost hai kaccha pakka sa..
Ek jhooth hai aadha saccha sa..

Jazbaat ko dhake ek pardaa bas..
Ek bahaana koi accha sa..

Jeevan ka aisa saathi hai..
Jo paas ho kar bhi paas nahi..

Koi tumse pooche kaun hoon main..
Tum keh dena koi khaas nahi..

Ek saathi jo ankahi si..
Kuch baatein keh jaata hai..

Yaadon me jiska ek dhundhla sa..
Chehra hi reh jaata hai..

Yun toh uske na hone ka..
Hai mujhko kuch gham nahi..

Par kabhi-kabhi aankho se wo..
Aansu ban ke beh jaata hai..

Yun rehta to mere zehen me hai..
Aankho ko uski talaash nahi..

Koi tumse pooche kaun hoon main..
Tum keh dena.. KOI KHAAS NAHI...

×÷•.•´¯`•» i.z. «•´¯`•.•÷×
 
;( ;(
 
Wednesday 27 February 2013

Only For My Love.... (iz)

Ek Raat Lekar Hatho Me Kaghaz Mene Kalam Ko Uthaaya...
Lekar Apne Lafzo Ka Sahara Mene Uske Husn Ko Sajaaya...

Likh Hi Raha Tha Shaan Me Uski Uske Husn Ka Nagma...
To Lehrakar Apni Zulfo Ko Waha Mera Mehbub Aaya...

Mene Kaha O Hasee Jara Dur Rakho Apne Husn Mujse...
To Usne Bhige Baalo Ko Mere Kaghaz Par Zatkaaya...

Kehne Lagi Ab Choro Bhi Ye Kalam Se Husn Ko Sajaana...
Aur Me Dekhkar Usko Bas Thoda Sa Muskuraaya...

Kaha Mene O Hasee Jao Koi Kaam Hi Karlo Janeman...
Aur Mene Uthakar Nazro Ko Jara Sa Gussa Dikhaya...

Kehne Lagi O Lafzo Ke Sultan.. Ab Aana Jara Tum Pass Mere...
Aur Kehkar Itna Usne Apna Tikha Tevar Dikhaaya...

Uthakar Le Liya Usko Apni Baaho Me Mene Usi Pal...
Aur Silkar Labo Ko Usne Apna Chehra Ek Aur Hataya...

Kaha Mene O Husn Pari Kya Adaa He Ye Ruthne Ki Tumhari...
Aur Hatho Se Apne Uske Labo Ko Hilakar Jara Sa Hasaya...

Sarma Gayi Wo Meri Jaan Aur Simat Gayi Mujme Us Pal...
Aur Chehre Par Bikhri Uski Zulfo Ko Mene Hatho Se Hataya...

Chum Liya Uske Labo Ko Us Pal Me Mene Hazaro Baar...
Aur Usi Pal Sarmakar Usne Apni Nazro Ko Zukaaya...

Lipat Gaya Wo Mujse Sarmakar Kuch Is Kadar Aye Yaaro...
Jese Husn Khud Utarkar Aaj Meri Baaho Me Samaaya....

Raat Lekar Hatho Me Kaghaz Mene Kalam Ko Uthaaya...
Lekar Apne Lafzo Ka Sahara Mene Uske Husn Ko Sajaaya...

Likh Hi Raha Tha Shaan Me Uski Uske Husn Ka Nagma...
To Lehrakar Apni Zulfo Ko Waha Mera Mehbub Aaya...

Mene Kaha O Hasee Jara Dur Rakho Apne Husn Mujse...
To Usne Bhige Baalo Ko Mere Kaghaz Par Zatkaaya...

Kehne Lagi Ab Choro Bhi Ye Kalam Se Husn Ko Sajaana...
Aur Me Dekhkar Usko Bas Thoda Sa Muskuraaya

Kaha Mene O Husn Pari Kya Adaa He Ye Ruthne Ki Tumhari...
Aur Hatho Se Apne Uske Labo Ko Hilakar Jara Sa Hasaya...

Sarma Gayi Wo Meri Jaan Aur Simat Gayi Mujme Us Pal...
Aur Chehre Par Bikhri Uski Zulfo Ko Mene Hatho Se Hataya...

Chum Liya Uske Labo Ko Us Pal Me Mene Hazaro Baar...
Aur Usi Pal Sarmakar Usne Apni Nazro Ko Zukaaya...

Lipat Gaya Wo Mujse Sarmakar Kuch Is Kadar Aye Yaaro...
Jese Husn Khud Utarkar Aaj Meri Baaho Me Samaaya....
<iz>

Tuesday 26 February 2013

Likh Likhkar Kya Likhu Uski Yaad Me Dosto... ;(

Likh Likhkar Kya Likhu Uski Yaad Me Dosto...
Likhna To Ab Mere Liye Aam Ho Chuka He...

Uske Pyar Ki Inteha Baya Kis Kadar Karu...
Mera Lafzo Ka Kaarva Ab Khatam Ho Chuka He...

Har Bat Me Uski Baat Aur Har Yaad Me Uski Yaad...
Ye Sil- Sila To Ab Jese Sare - Aam Ho Chuka He...

Nahi Koi Uske Siva Jo Mere Dilo-Dimag Par Chaye...
Use Dekhne Ke Baad Muje Ye Ehsas Ho Chuka He...

Use Pakar Ab Kya Pane Ki Khwahis Karu...
Use Pakar To Mera Har Khwab Pura Ho Chuka He...

Use Har Pal , Har Waqt Khus Rakhna Aye Mere Khuda...
Mera Jism-O-Jaan Ab Uski Khusi Ka Gulam Ho Chuka He...

Uski Aakho Se Ek Bhi Aansu Na Girne Paye...
Kyuki Uski Aankho Se Girta Har Ek Aansu...
Mere Liye Maut Ka Farman Ho Chuka He.......

Likh Likhkar Kya Likhu Uski Yaad Me Dosto...
Likhna To Ab Mere Liye Aam Ho Chuka He...

Uske Pyar Ki Inteha Baya Kis Kadar Karu...
Mera Lafzo Ka Kaarva Ab Khatam Ho Chuka He...
...

<iz> ;( 
 
i love u so much zoya ;(

Dil Karta He Cheenkar Zamane Se Tuje Saara Pyar Dedu...
Tu Jo Maange Wo Rab Se Laakar Tuje Uphaar De Du...

Bas Me Nahi Mere Ye Meri Jaan Warna Ye Such He...
Me Tohfe Me Tuje Is Mahobbat Ke Saara Aasman De Du...
...
Kehte He Log Aasan He Mere Liye To Lafzo Ko Sajana...
To Aa Pass Me Aankho Se Ye Saari Baate Bezubaan Kehdu...

Vese To "Jaan" Meri Muje Bahut Hi Pyari He Aye Meri Jaan...
Par Teri Khaatir Me Haste Haste Apni Jaan De Du......

<IZ> ;( 

Saturday 23 February 2013

Koi Toh Hai Jo....

Udasiyaan Jab Tumein Satayein,
Toh Soch Lena....

KOI TOH HAI JO,

Tumari Khatir Andheron Ko,
Chun Raha Hai....

KOI TOH HAI JO,

Tumharay Khuwabon Ko Apni Ankhon,
Mein Bun Raha Hai....

KOI TOH HAI JO,

Tumhari Saanson Ko Apni Saanson,
Mein Sun Raha Hai....

KOI TOH HAI JO,

Apni Dharkan Ki Tasbihon Par,
Tumaray Naam Ko Gin Raha Hai.....
<iz> ;(

Mera Paigaam Meri Jaan Ke Naam (zoya)

 Aye Hawao Mera Ek Chota Sa Kaam Kardo....
Ye Mera Paigaam Meri Jaan Ke Naam Kardo....

Ki Rehti He Wo Mujse Bahut Dur Ek Shaher Me....
Jakar Pehle Use Mera Ek Pyara Sa Salaam Kardo....

Kehna Ki Bahut Yaad Karta He Use Uska Deewana....
Fir Mere Dil Ki Saari Baato Ko Bayan Kardo....

Par Khyal Rahe Wo Ro Na De Kahi Meri Baato Se....
Gar Roye To Tum Uske Dil Me Mera Pyar Bhardo....

Kehna Use Ki Ye Zindagi Uske Naam Kar Chuka Me....
Itna Kehkar Us Par Mere Pyar Ki Barsaat Kardo....

Batana Aye Hawao Kesa Dikhta He Meri Jaan Ka Chehra....
Tum Aasma Par Uske Chehre Ko Aaftab Kardo....

Ki Kehna Use Ye Deewana Har Dam Bas Use Hi Chahega...
Aye Hawao......
Bas Aaj Ek Ye Chota Sa Mujpe Ehsaan Kardo.......
<iz> ;(

Thursday 21 February 2013

My Love Zoya Is My Life... ;(

Muje Yakeen He Yaaro Ek Din Wo Meri Panaho Me Aayege...
Jab Maut Ke Farishte Muje Chain Ki Nind Sulane Aayege...

Rota Hoga Mera Har Koi Meri Gujri Hui Yaado Ke Saaye Me...
Mere Dushman Bhi Yaaro Us Din Apni Insaniyat Dikhane Aayege...

Sunege Khabar Jab Wo Mere Marne Ki Yaaro Wo Bhi Sahem Jayege...
Aur Bhagte Hue Aakar Meri Bejaan Baaho Se Lipat Jayege...

Aaj Jo Muh Ferkar Gujar Jaya Karte He Meri Nazro Se...
Kal Wo Hi Dekhna Muje Ek Nazar Dekhne Ko Taras Jayege...

Khatam Hoga Us Din Yaaro Ye Zulm - O - Sitam Ka Silsila...
Khud Zulm Hame Is Jaha Me Dhundte Dhundte Thak Jayege...

Rona Mat Mere Yaaro Tum Muje Aakhri Mukaam Pe Le Jate Waqt...
Tumhare Behte Aansu Us Waqt Mere Hath Rok Na Payege...

Wo Bewafa Jo Kehti Rehti Thi Tum Kya Janoge Mahobbat Ko...
Shayad Us Din Wo Meri Mahobbat Ki Inteha Ko Samaj Jayege...

Bahut Royegi Fir Yaaro Wo Muje Paane Ke Liye...
Par Afsos Tab Uske Ye Khwab Ba Ek Khwab Hi Reh Jayege...

Maaf Karna Yaaro Meri Har Khata, Meri Har Buri Baat Ko...
Kyuki Wo Aakhri Din Hoga , Fir Ham Kabhi Laut Ke Na Aayege......
<iz> ;(   ;(  ;( 

Only For My Love... Zoya

Teri har umeed-e-wafaa ko sambhala hai...

tu rahe khush sang mere ye sapna maine pala hai...

tu naa soch ki kya hai kyn hai ye sab...

bas ye sach hai ki tera mera rishta sabse nirala hai.....
  
 <iz>  :* muuaaahhhh..... :* plz come sooon zoya.. ;(

Bewafa Shayari

Toota sitara dekh k usy hum yaad aaengy...
kisi se saath jab chota usy hum yaad aaengy...

abi to urh rha hai wo nae chahat k par le kr...
uska pyar kbi toota usy hum yaad aaengy...

usy jis par yaqeen hai aaj to eman ki had tak...
wohi nikla jo kal jhota usy hum yaad aaengy...

us k aashk palkon se chuny ga kon phr jany...
kisi se wo kbi rotha usy hum yaad aaengy...

muhabbat k safar me har koi mukhlis ni milta...
kisi rehzan ne jab loota Usy Hum Yaad Aaengy.....

<iz>  ;(  ;(

Love Shayari For My Love...