Thursday 28 February 2013

Tujhe Apna Banana Chahta Tha...

Ager apke paas koi hai, toh usse khone na dein... Ager dhoor hai, toh usse juda hone na dein.....

Main toh bas mohobat karna chahta tha...
Usse dilon jaan se chahna chahta tha...

Jiski baahon main aa kar dil ki raftaar bad jati thi meri...
Main toh umr bhar unhi baahon main jeena chahta tha...

Jo tha sabab meri muskurahaton ka yaaron...
Main ussi kay sang har lamha bitana chahta tha...

Ki hai us’se iss qadar mohobat maine ae doston...
Uski bewaffai ka daag apne daman par lagana chahta tha...

Kal tak uske saath par likta tha, aj uski yaadein likhwati hai...
Pata nahin kya khata hogayi meri kay dhoor hogaya woh...
mai toh bas usse apne dil main basana chahta tha...

Woh aj mujhe do pal kay saath ko tarsata hai...
Mohobat ka har nagma jiske liye main gungunana chahta tha...

Uss raah se bina parchayi kay guzre jis raah par uska ghaar ata hai...
Main usse apni tanhai ka ehsaas dilana chahta tha...

Aj dil bas yehi kehta hai us’se yaaron...
Kya khata thi meri sivae iske, Kay maine tujse mohobat ki hai....

Tujhe apna banana chahta tha, Tujse mohobat karna chahta tha.......
 
Ager apke paas koi hai, toh usse khone na dein... 
Ager dhoor hai, toh usse juda hone na dein.....

;( ;( <iz>

0 comments: