Thursday 28 February 2013

Kagaz Pe Apne Dard Ka Byan Likhta Hu...

Photo: Kagaz pe apne dard ka byan likhta hu...
Har kalam me mai tera naam likhta hu...

Tu to duniya se dar gyi mohabbat kar ke sanam...
Ye dekh mai aaj bhi apni mohabbat ko shar-e-aam likhta hu...

Aisa ashiq kaha milega tujhe tu barbaad kar gyi...
Phir bhi tujhe parde me rakh kar mai khud ko badnam likhta hu...

Mai apne har kalam me tera naam likhta hu..... 
 
 
 
 
 
 
 
 
 
 
 
 
 
 
 
 
Kagaz pe apne dard ka byan likhta hu...
Har kalam me mai tera naam likhta hu...

Tu to duniya se dar gyi mohabbat kar ke sanam...
Ye dekh mai aaj bhi apni mohabbat ko shar-e-aam likhta hu...

Aisa ashiq kaha milega tujhe tu barbaad kar gyi...
Phir bhi tujhe parde me rakh kar mai khud ko badnam likhta hu...

Mai apne har kalam me tera naam likhta hu.....
 
 
 ;( ;( <iz>
 

0 comments: